Kahin chand rahon mein khö gaya
Kahin chandni bhatk gai
Mein charag wo b buja huwa
Meri rat kaise chamk gai
Meri dastan ka arooj tha
Teri naram palkon ki chaon mein
Mere sath tha tuje jagna
Teri ankh kaise jhpak gai
Bhala hm mile b to kya mile
Wohi doorian wohi faslay
Na kbi hmaray qadam bharay
Na kbi tmhari jhijak gai
Tere hath se mere hont tak
Wohi intizar ki pyas hai
Mere naam ki jo sharab thi
Kahin rastay mein jhalk gai.
Kahin chandni bhatk gai
Mein charag wo b buja huwa
Meri rat kaise chamk gai
Meri dastan ka arooj tha
Teri naram palkon ki chaon mein
Mere sath tha tuje jagna
Teri ankh kaise jhpak gai
Bhala hm mile b to kya mile
Wohi doorian wohi faslay
Na kbi hmaray qadam bharay
Na kbi tmhari jhijak gai
Tere hath se mere hont tak
Wohi intizar ki pyas hai
Mere naam ki jo sharab thi
Kahin rastay mein jhalk gai.
No comments:
Post a Comment
Please Put Your valuable comments for development of this blog Thanks